Paytm for Business App mein Settlement Bank Account kaise change karein | By Paytm
Apne payments ko manage karna, complicated nahin honna chahiye. Paytm for Business app ke saath, apna settlement bank account badalna bahut simple hai aur sirf kuch taps mein hi ho jaata hai. Chahe aap apna business expand kar rahe ho, reorganise kar rahe ho, ya bas zyada control... Read More
Apne payments ko manage karna, complicated nahin honna chahiye. Paytm for Business app ke saath, apna settlement bank account badalna bahut simple hai aur sirf kuch taps mein hi ho jaata hai. Chahe aap apna business expand kar rahe ho, reorganise kar rahe ho, ya bas zyada control chahte ho - payout bank details update karne ka option hamesha aapke fingertips pe hai. Apne settlement account ko update karne ke liye ye steps follow karein: 1.Settings mein jayein. 2.Settlement Settings open karein. 3.Aur ‘Change’ pe tap karein 4.Phir aap existing account select kar sakte hain ya naya add kar sakte hain Update confirm karne ke baad… Aapka Paytm business settlement account 15 minute ke andar update ho jayega. Jo aapko zyada flexibility aur jaldi access dega apni earnings ka. Yeh hai ek smarter tareeka instant settlement handle karne ka aur har next step ke liye ready rehne ka.